sochta hoon MOHSIN! Is qadar wo “BEWAFA” kaisay hua?
Page 1 of 1

khatam apni chahaton ka silsila kaisay hua?
tu to mujah main jazb tha mujah se juda kaisay hua?
wo jo tere aur mere darmian ik baat thi
aao sochain! shehar us se aashna kaisay hua?
chubh gayen seenay main, tooti khwahishon ke kirchiaan
kya likhon? dil tootnay ka haadsa kaisay hua?
jo rag-e-jaan tha kabhi milta hai ab rukh phair kar
sochta hoon MOHSIN! Is qadar wo “BEWAFA” kaisay hua?
tu to mujah main jazb tha mujah se juda kaisay hua?
wo jo tere aur mere darmian ik baat thi
aao sochain! shehar us se aashna kaisay hua?
chubh gayen seenay main, tooti khwahishon ke kirchiaan
kya likhon? dil tootnay ka haadsa kaisay hua?
jo rag-e-jaan tha kabhi milta hai ab rukh phair kar
sochta hoon MOHSIN! Is qadar wo “BEWAFA” kaisay hua?
NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» Jis qadar
» Sochta hu
» ye dil ye pagal dil BY MOHSIN NAQVI
» MOHSIN NAQVI (POETRY)
» kalaam-e-mohsin naqvi
» Sochta hu
» ye dil ye pagal dil BY MOHSIN NAQVI
» MOHSIN NAQVI (POETRY)
» kalaam-e-mohsin naqvi
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|