MOHSIN NAQVI (POETRY)
Page 1 of 1
MOHSIN NAQVI (POETRY)
Mere qatil ko pukaro k main zinda hun abhi
Phir se maqtal ko sanwaro k main zinda hun abhi
Ye shab-e-hijar to sathi hai meri barson se
Jao so jao sitaro k main zinda hun abhi
Ye preshan se gesu nahi dekhay jatay
Apni zulfon ko sanwaro k main zinda hun abhi
Lakh mojon me ghira hun abhi dooba to nahi
Mujko sahil se pukaro k main zinda hun abhi
Qabr se aaj b “Mohsin” ki aati hai sda
Tum kahan ho mere yaro k main zinda hun abhi.

NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» kalaam-e-mohsin naqvi
» ab ye sochun to BY MOHSIN NAQVI
» ye dil ye pagal dil BY MOHSIN NAQVI
» Tamam umar wohi qisa- safer kehna ! by MOHSIN NAQVI
» me dil par jabar karunga BY MOHSIN NAQVI
» ab ye sochun to BY MOHSIN NAQVI
» ye dil ye pagal dil BY MOHSIN NAQVI
» Tamam umar wohi qisa- safer kehna ! by MOHSIN NAQVI
» me dil par jabar karunga BY MOHSIN NAQVI
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|