bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha ha
Page 1 of 1
bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha ha
bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai
adhura chand bhi kitna udas lagta hai
ye wasl ka lamha hai ise rayegan na samajh
k is k bad wahi duriyon ka sahara hai
kuch aur der na jharta udasiyon ka shajar
kise khabar tere saye main kaun baitha hai
ye rakh-rakhao muhabbat sikha gai us ko
wo ruth kar bhi mujhe muskura k milta hai
main kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakti hai
tera badan hai k ye ainon ka dariya hai

NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga
» MUJH KO NA
» Aey mri ham raqs mujh ko tham lay !
» Zindagi Mujh Ko Bata...
» Kya Kami Hai Mujh Mein
» MUJH KO NA
» Aey mri ham raqs mujh ko tham lay !
» Zindagi Mujh Ko Bata...
» Kya Kami Hai Mujh Mein
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|