mujhe kuch aur kehna tha.
2 posters
Page 1 of 1
mujhe kuch aur kehna tha.
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha.
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha

ayesha- ~^U.S.W SENIOR MEMBER^~
- Gender : Zodiac : Posts : 317
Birthday : 1988-02-23
Join date : 2009-11-23
Age : 36
Job/hobbies : nothing
Re: mujhe kuch aur kehna tha.
bohot khoob ayesha..keep sharing
NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» !`~Kuch Kuch PaGal~`!
» mar hi dal mujhe chasm-e-ada se pahle
» Mujhay Insaan Matt kehna .....
» Tamam umar wohi qisa- safer kehna ! by MOHSIN NAQVI
» Kuch Is Ada Se.....
» mar hi dal mujhe chasm-e-ada se pahle
» Mujhay Insaan Matt kehna .....
» Tamam umar wohi qisa- safer kehna ! by MOHSIN NAQVI
» Kuch Is Ada Se.....
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|