teri aankhon ka lehja bolta hai
2 posters
Page 1 of 1
teri aankhon ka lehja bolta hai
ajab saa unkahaa sa bolta hai
teri aankhon ka lehja bolta hai
muhabbat kar rahaa hai? kon jaanay
HAmesha say adhoora bolta hai
khirad gum sum agar hai to bataao
junoon-e-naa rasaa kiya bolta hai
fareb-e-raah par bhee to nazar kar
k sun yeh rah'numaa kiya bolta hai
nahin bachnay ka koi zulm-parwar
yeh mausam ka ishara bolta hai
woh garchay bolta hai kam magar woh
hamesha hee anokha bolta hai
koi guzra hai tujh saa mushk-paikar
sabaa ka yeh saraapa bolta hai
tamanna-e-husool-e-naa rasaayee??
yeh tera mud-d-aa kiya bolta hai?
tumheen to maahtaab-e-anjuman ho
suno to har sitaara bolta hai
teri aankhon ka lehja bolta hai
muhabbat kar rahaa hai? kon jaanay
HAmesha say adhoora bolta hai
khirad gum sum agar hai to bataao
junoon-e-naa rasaa kiya bolta hai
fareb-e-raah par bhee to nazar kar
k sun yeh rah'numaa kiya bolta hai
nahin bachnay ka koi zulm-parwar
yeh mausam ka ishara bolta hai
woh garchay bolta hai kam magar woh
hamesha hee anokha bolta hai
koi guzra hai tujh saa mushk-paikar
sabaa ka yeh saraapa bolta hai
tamanna-e-husool-e-naa rasaayee??
yeh tera mud-d-aa kiya bolta hai?
tumheen to maahtaab-e-anjuman ho
suno to har sitaara bolta hai
ayesha- ~^U.S.W SENIOR MEMBER^~
- Gender : Zodiac : Posts : 317
Birthday : 1988-02-23
Join date : 2009-11-23
Age : 36
Job/hobbies : nothing
Re: teri aankhon ka lehja bolta hai
bohot khoob ayesha..keep sharing
NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» ~**~Jheel Se Aankhon Main~**~
» Kuch din to baso meri aankhon mein
» Jaa way sajna teri khair howay
» Teri Us Ada Se Bhi Ashna Hun
» Apni Saanso Say Teri Khusbo
» Kuch din to baso meri aankhon mein
» Jaa way sajna teri khair howay
» Teri Us Ada Se Bhi Ashna Hun
» Apni Saanso Say Teri Khusbo
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|