har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka,
2 posters
Page 1 of 1

har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay,
Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna,
Mertay hain to kuch aap pay ahsaan nahin kertay,
Khat lay na lay tera hum naama bron ko,
Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay,
Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay gulo ko,
Itna bhi to qatil ko pashaiman nahin kartay,
Kub shamain jalata hai shab-e-mah main koi,
Tu ayai tou ham ghar main charaghan nahin kartay,
Logon ko guman tak nahin hota hay junoon ka,
Hum dil ki tarah chaak-e-garaiban nahin kertay,
Hum tu chalay aatay hain yaaro dar-e-janan,
Ghalib ki tarah minnat-e-darban nahin kertay

ayesha- ~^U.S.W SENIOR MEMBER^~
- Gender : Zodiac : Posts : 317
Birthday : 1988-02-23
Join date : 2009-11-23
Age : 36
Job/hobbies : nothing
Re: har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka,
bohot khoob ayesha..keep sharing
NOOR- Adminstrator
- Gender : Zodiac : Posts : 852
Birthday : 1992-02-14
Join date : 2009-10-14
Age : 32
Location : No WhErE
Job/hobbies : always KAMAL karna
Similar topics
» Youn He Udas Hai Dil
» Koi miltaa hi nahin humse hamara ban kar
» Thokar Ke Bina Log Guzar Kyun Nahin Jatey
» Mujhe Tum Yaad AouGe !
» Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|